Dunya me kaee qism ki bimariyan hai
maslan BP sugar heart TB cencer aids wagaira
aesi tamam bimari ka ilaaj hai
aur agar kisi bimari ilaaj na ho to wo bimari maut k sath khatm hojati hai
siwae marze taqlid k
kyunke tassub ki wajah se is bimari me izafa hota hi rahta hai
Dalil?
Suno!
MARZ-E-TAQLID
INKE DILO ME MARZ HAI ALLAH IS MARZ KO BADHATA HAI (Baqra10)
taqlid wo bimari hai jiska ilaaj koi hakim doctor nahi kar sakta
is bamari ka ilaaj sirf jahannam me hai
Dalil?
Suno!
NATIJA-E-TAQLID
US DIN CHEHRE AAG ME ULAT PALAT KIYE JAENGE
WO KAHENGE KAASH HAM ALLAH O RASUL KI ITAT KARTE (Azaab66)
TAQLID EK GUMRAHI
Har daur me logon k gumrahi ki wajah apne oloma se hadh darja muhabbat rahi hai
Dalil?
Suno!
FARMAN-E-SUBHAN
LOG BANATE HAI ALLAH K ILAWA SHARIK MUHABBAT KARTE HAI UNSE AISE JAISE ALLAH SE HONA CHAHIYE
IMAN WALE SABSE BADKAR ALLAH SE MUHABBAT KARTE HAI (Baqra165)
Allah se muhabbat karne ka matlab ye nahi hai k maano Allah ko
aur suno sirf apne banawati badon ki
yehi taqlid o gumrahi hai
Dalil?
Suno!
AZAAB-E-TAQLID
US DIN CHEHRE AAG ME ULAT PALAT KIYE JAENGE
TO KAHENGE KAASH HAM ITAT KARTE ALLAH O RASUL KI
KAHENGE AEY RAB HAMNE APNE BADON KI ITAT KY INHO NE HAME GUMRAH KAR DIYA (Azaab:67)
No comments:
Post a Comment