Saturday, 15 July 2017

HANAFIYON KA JHOOTH IMAM BUKHARI PAR TAHAJJUD OR TARAWIH ALAG ALAG HE



📛 Aaj kal Kuch Fitne Baaz Log jo Ramzan jaese Mubarak Mahene me Nafil Ibadato me Ummat me Fitna Daal rhe Jab UNko Unk Ulma ki Bat Batai K📛

♨Tmre Ulma TAHAJHUD or TARAWIH ek hi Kahte h to unki bi Baat Naa Maante Hue or Ummat me Fitne Paida Karne k Lye ♨

👉IMAAM BUKHARI RA pe Jhut Bhanna Shuru kiya👈�

👁👁Aaiye Dekte h O Jhut Kya h🚫👇👇

📝📝📝📝📝📝📝📝📝📝📝📝

📓Anwaar Saahab farmate h,

Ramzan ki Chaand Raat Hz,Imaam Bukhari ra k yaha ink Shagird wa As'haab Ikatte ho jate aap unhe Namaz Tarawih Padhate Har Raka'at me 20 Aayate Padhte Aese Khatam Quraan tak Silsila Chalta Raheta or Saheri k Wakt (Tahajhud me) Nisf se Tihai Quran Tak Padhte Or Saher k wakt Har 3 Raat me 1 Quran Khatam Karte.

📚(هدى السارى مقدمه فتح البارى ص253ج2)

❌❌❌❌❌❌❌❌❌❌❌❌

👉Aaiye sab se Pahele Ibarat pe Bat krte h fir usk baad ⏭ SANAD k Baare Me Dekhte h👈�

👇👇👇👇IBARAT👇👇👇👇

1⃣
Anwaar Saab ne Mazkora IBARAT ka Ma'ana galat kiya h, IBARAT K 2 hisse h,
Phela ka ta'aluk Awwal Shab se h,
Dusre ka Saheri se h,
Awwal Shab Ka Ma'amul Namaz or Saheri k wakt me Tilawate Quran Bataya Gaya h.
Fir pahele Hisse me Namaz me Qira'at ki Kaefiat ka bi Zikar h k Har Raka'at me 20 Aayat k Lag Bhag Tilawat ki Jaati, Jab k Saheri k wakt sirf Tilawat Quran ka Zikar h lkin
ANWAAR Apni Taraf Se TAHAJHUD ka IZAFA karte h,
Halanke Yeqra Ba Ma'ane TAHAJHUD ya Namaz Lughat ki Kisi kitab me likha,ye ANWAAR sahab ka Khabat wa Rabat h.

2⃣
Is Riwayat se Sabit hota h k Imaam Bukhari ra Ammi Aayesha raz ki Riwayat k Mawafiq 11 Raka'at Padha krte the Jin me 8 Tarawih or 3 witar hua karte the, or har Raka'at me 20 Aayate Qirat karte h balafaz digar yaomiya Qirat Namaz Tarawih Me 220 Aayat Ki hua karti thi,
Agar DEOBANDI hamare hisaab me Galti na nikale to pure Ramzaan Namaz TARAWIH me 6600,Aayat Tilawat hua karti thi , or Quran ki KUL Aayat 6666 h,
Agr Ye bat Taslim na bi ki jaye To TiLawat ki koi Tawil nhi ki Jaa sakti,
Kyu k 20 Raka'at TARAWIH me Ba Ma'ana witar Qirat ki Miqdar,31800 Aayate banti h,
Algarz ANWAAR Saab ki musallama riwayat k Mutabik IMAAM BUKHARI 8 Raka'ak TARWIH padha Karte the.

Note:- Dekha Aap ne k Matan Me hi Kitni Uljhan h🔃

Ab Aaiye Sanad ko Dekhte H👁👁

🌀🌀🌀🌀🌀🌀🌀🌀🌀🌀🌀🌀🌀

👇👇👇👇 SANAD 👇👇👇👇
Is Waqiya ki Sanad me Makhdus h h,

1, Hafiz Ibne Hajar ne Imaam Haakim Ki Sanad se Naqal Kiya h,
Ise Bayan Karne Wala "MAQSIM IBNE SA'ID " Raawi h.
📚(ہدیہ السادی ص482مطبوعہ بولاق مصر1301هه)

2, jab k Taarikh e Bagdad safa 12 jild 2 k Qadim matbo'a Nuskhe ,
"NASABAH BIN SA'ID " Raawi h.

3, maheshi ne Sarahat ki h k Tabkaat Shafi'aa me bi "NASABAH" hi h.

4, is k Bar Aks Taarikh e Bagdad k Jadid Matbo'aa Nuskhe me or Tarikh Damishq la ibne Asaakar safa 58 jild 55 me or Tahezeeb Alkamal safa 231 jild 6 me "MASBAH BIN SA'ID H.

👉Idhar hamara kahena h k,
ANWAAR SAAB Wazahat kare k Raawi, MAQSIM h Ya MASBAH h Ya NASBAH h,👈�

Fir Jiska bi Intekhaab Kare Uski Kutube Rijaal se ADALAT or SAQAHAT Bayan Kare,

🚫In Naamo Ka Koi Raawi Asma Rijaal ki Kitabo me nhi Mila🚫

🌑 Lihaza Ye MAJHUL H🌑

🌹🌹🌹🌹KHULASA🌹🌹🌹🌹

Ye Waqiya BATIL wa BE ASAL h,

❌IMAAM BUKHARI ra se SABIT NHI h❌

👍🌹👍🌹👍🌹👍🌹👍🌹👍🌹👍

🌺🌺🌺NASIHAT🌺🌺🌺

👆� Dekha Aapne Kaese Fitna Fasad Log Ramzaan Jaese Mubarak Mahene me Ummat me Fitna Faelane k lye Kaese,

Jhuti Riwayato Ka Sahara Le Rahe h.

👐🏾Allah Aese Fitne Fasad Logo Se Ummat ki Hifazat Farma👐🏾

AAMEEN YA RABBUL AALAMEEN

💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐💐

No comments:

Post a Comment