Tuesday 25 July 2017

ADI BIN HATIM SE TAQLEED KA RAD



Inn logon ney Allah ko chor ker apney aalimon aur darwishon ko apna Rab banaya hai aur Marium kay betay Maseeh ko halankay unhen sirf aik akelay Allah hi ki ibadat ka hukum diya gaya tha jiss kay siwa koi mabood nahi woh pak hai unn kay shareek muqarrar kerney say.”

(Tawba(9):31)

(Is Ayat ko sun kar)
‘Adi bin Hatim r.a. (jo ki pahle isaai the), unhone Nabi ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм se farmaya:- “Hamne to kabhi bhi apne UleMa ki IBAADAT NAHI ki. Phir yeh kyon kaha gaya ke unhone apne UleMa ko RABB banaliya?

Nabi ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne kaha: ‘ Kya Allah ne jis chiz ko Haraam qarar diya Unke UleMa ne us cheez ko Halaal qaraar diya, Aur kya jis chiz ko Allah ne Halal qarar diya usko unke ulema ne HaraaM qarar diya?
Adi bin Hatim r.a. ne farmaya ki ‘HA’, fir RasoolAllah ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм ne farmaya, “Yahi inki Ibaadat karna hai”.

Sunan Tirmizi, hadith- 3095.

No comments:

Post a Comment