Wednesday 28 June 2017

Taqleed ka rad quran se


Jab inse kaha jaye ki us kitaab ki itteba karo jo allah ne utara hai toh kahte hai nahi hum toh usi cheez ki itteba karenge jis par humne apne BAAP DADA ko paya hai,

Jabki inke BAAP DADA HAQ PAR NAHI THHE

phir bhi ye unki hi taqleed karenge.

SURAH BAQRAH 170





"Aur jub inse kaha jata hai ke Allah tala ne jo ahkam nazil farmaye hain in ki taraf aur rasool ki taraf ruju karo toh woh kehtey hain hum ko woh hi kafi hai jis par hum ne apne BAAP DADA ko paya" (maida 104)

No comments:

Post a Comment